Mohabbat Naam Hai Jiska
Wo Aisi Qaid Hai Yaaro,
Ki Umrein Beet Jaati Hain Sazaa Puri Nahin Hoti.
मोहब्बत नाम है जिसका वो ऐसी क़ैद है यारों,
कि उम्रें बीत जाती हैं सजा पूरी नहीं होती।
Tapakti Hai Nigaahon Se Barasti Hai Adaaon Se,
Mohabbat Kaun Kehta Hai Ke Pehchaani Nahi Jati.
टपकती है निगाहों से बरसती है अदाओं से,
मोहब्बत कौन कहता है कि पहचानी नहीं जाती।



0 comments:
Post a Comment